Sunan an-Nasa'i · 1862 · Urdish · Sunnah.com
Abdullah bin masawd radiyallahu anhu se riwayat hai keh Nabi akarm sallallahu alayhi wasallam ne farmaya: jo gaal pite, garibaan phaare, aur jaahalit ki pakaar pakaare hum mein se nahi .
Sahih — Sunnah.com