Sunan an-Nasa'i · 1682 · Urdish · Sunnah.com
Abdullah bin Umar radiyallahu anhum kehte hain keh jo raat ko namaz parhe to woh apni aakhri namaz watar ko banaaye, is liye keh Rasool Allah sallallahu alayhi wasallam isi ka hukm dete the.
Sahih — Sunnah.com